28 January 2015

Piddly Si Baatein.. lyrics from Shamitabh

Singer: Amitabh Bachchan
Music: Ilaiyaraaja
Lyrics: Swanand Kirkire
Cast: Amitabh Bachchan, Dhanush, Akshara Haasan
Music Label: Eros Music 

Piddly..  Lyrics 


Piddly si baatein kyun karti ho sharma ke
Piddly si baatein
Piddly iraade main sach karun aate jaate
Piddly iraade

Pagla hoon yaar ya pagla hai pyaar
Aise hi chalta hai ye karobaar
Pyaar ke saaye mein sab piddly hain yaar

Piddly si baatein kyun karti ho sharma ke
Piddly si baatein
Piddly iraade main sach karun aate jaate
Piddly iraade
Waade muraadein yeah hey...

Khili khili soorat teri
Uske aage sab hain piddly piddly
Mili mili.. aisi khushi
Iske aage sab hain piddly piddly

Lab ki lifaafon mein jo likhi hain marziyaan
Chhup ke se sun'ne mein hi hai mazaa
Lafzon ke kabjon mein jo chupi hain chaahatein
Aankhon se padhne mein hi hai nasha
Nashe ke saaye mein sab piddly hain yaar

Piddly si baatein kyun karti ho sharma ke
Piddly si baatein
Piddly iraade main sach karun aate jaate
Piddly iraade
Waade muraadein yeah hey...

Na na na na teri na na
Uske aage saare haan piddly piddly
Aana aana zara aana
Tu jo hai toh sapne piddly piddly
Socha hain maine jo sochogi tum kabhi
Sochon se aage jaane mein hai mazaa
Khwaabon ke aage jo bhi dekhogi khwab tum
Khwabon se aage chalne mein hai nashaa
Nashe ke saaye mein sab piddly hain yaar

Piddly si baatein kyun karti ho sharma ke
Piddly si baatein
Piddly iraade main sach karun aate jaate
Piddly iraade

Pagla hoon yaar ya pagla hai pyaar
Aise hi chalta hai ye karobaar
Pyaar ke saaye mein sab piddly hain yaar

Piddly si baatein kyun karti ho sharma ke
Piddly si baatein
Piddly iraade main sach karun aate jaate
Piddly iraade
Waade muraadein yeah hey...
  
Share this post
  • Share to Facebook
  • Share to Twitter
  • Share to Google+
  • Share to Stumble Upon
  • Share to Evernote
  • Share to Blogger
  • Share to Email
  • Share to Yahoo Messenger
  • More...

0 comments:

Post a Comment